Click On Image For Large Size View
Mere raste mein to har gaam pe kham aate hai
Khol chehron pe chadhane nahi aate hum ko
Gaaon ke log hain hum shahar mein kam aate hain
Wo to bedil koi sukha hua pata hoga
Tere aangan mein kahan un ke qadam aate hain

Bedil Haidary
(Garde Alam: dukh ki dhool; pashiman: sharmindagi; musafat: safar
karna; gaam: mile stone,rah ka pathar;khol:niqab,face mask)

intikhabe Nafees
0 Comments