Header Ads Widget

NEHA KE NYARE NYARE SMS


********************************
Jo tum chaho vo tumhara ho,

Roshan raate aur khoobsurat sawera ho,

Jaari rakhege hum duaaaon ka silsala,

ki kaamyab har manzil pe dost hamara ho...

********************************

Jaruri nahi dosti me mulakat hoti rahe,

Jaruri nahi ki baat hoti rahe,

par jo jaruri hai vo bas yahi,

ki dost ko meri dosti yaad aati rahe.

********************************

Jeevan me`safal' hone ke liye 3 factor jaroor lagao,

Pratham: brain mein eyes factor...

Dwitiya: jubaan mein sugar factor...

Trutiya: heart mein friendship factor...

********************************

koi ho baat na dil se lagana,

Agar apna samjho to hi batana,

Bhool ho humse, to samjhana,

samjho jo to hak jatana,

ki hai dosti to dil se nibhana.

********************************

phoolon se khoobsurat koi nahi,

Sagar se gahara koi nahi,

ab aapki kya taarif karu,

Dosti me aap jaisaa pyara koi nahi.

********************************


********************************

Phool aisa ho baag ko khushoo se bar de,

Hamsafar aisa ho jo andheron ko roshan kar de,

Dost aisa ho jo zindagi ko khushi eva mobile

Ko SMS se bhar de.

********************************

Takdeer ne chaha, takdeer ne bataya,

Takdeer ne tumko aur humko milaya,

Khushnaseeb the hum ya vo pal,

Jab tum-saa anmol dost is zindagi mein aaya.

********************************

Tum na maano yah hakikat hai,

`Dosti' insaan ki jarurat hai,

Kisi din aaoo mahfil mein,

Jaan jaaoge zindagi kitni khubsurat hai.

********************************

Ande ke haath mein `Torch', behare ke haath mein `Radio',

Gunge ke haath mein`Mike', bewakuf ke haath mein `Mobile'!

Kya zamana aa gaya hai...

********************************

Din ko chain nahi, raat ko aaram nahi,

Jee na lage kahi, ae khuda kya yahi pyar hai?

`Stupid' ye pyaar nahi summer ki garmi hai.

********************************

********************************

Ek aadmi ki biwi kho gayi, vo Ram ke mandir gaya,

Bhagwan ne kaha paas ke Hanuman mandir jao,

Meri bhi unhone dhundi thi.

********************************

Gunghat mein tujhe dekha to dewana hua,

Sangeet ka tarana hua, shama ka parwana hua,

Masti ka mastana hua, jaise hi tune gunghat

uthaya is duniya se mein rawana hua.

********************************

Pati daaru pi kar apni patni se kehta hai,

Darling, aaj kuch aisi baat karo

Ki mere kadam zameen par na tike...

Patni ne kaha kaho to faasi pe chada du.

********************************

Zaam kadwa hai magar,

itna bhi nahi ki piya na jaaye,

Zindagi mein dard hai,

Magar itna bhi nahi ki jiya naa jaaye,

Mana SMS par charges hai,

Magar itna bhi nahi ki kiya naa jaaye.

********************************

Jugal Hansraj aur Mayuri Cango,

Bus stop par khade the.

Bus aayi Mayuri gayi,

Magar Jugal nahi gaya-kyon?

Because Mayuri "Can Go".

********************************

********************************

Kaash life aisi hoti yaar, monday ko dosti,

Tuesday ko ekraar, wedsnesday ko pyar,

Thursday ko intazaar, friday ko shaadi,

Saturday ko talaak, sunday ko rest,

Monday ko next.

********************************

Mandir mein puja karta hu, mazjid mein namaaz padta hu,

Insaan se bhagwan na ban jana,

Isliye roz tumhe SMS karke ek paap karta hu.

********************************

Mere marne ke baad, jab mera janaza uski

gali se nikala, mere marne ke baad,

jab mera janaza uski gali se nikala wo

Khidki pe aayi boli, yaha saala bi tapak pada!!!

********************************

Main saawan hu tum baadal ho,

main normal hu tum pagal ho,

main paani hu tum tanki ho,

main tarzan hu tum monkey ho !!

********************************

Mohabbat ek baar ho jaye to apnapan,

Do baar ho jaye to bholapan,

Teen baar ho jaye to dewanapan,

Baar-Baar ho jaye to kaminapan.

********************************

********************************

Prashan: Gabbar singh ne paida hone par

Apni maa se kya kaha?

Uttar: Maa! kitne aadmi the?

********************************

Sooraj se achha sitara koi nahi,

Jaisa hai rishta hamara koi nahi,

Chahe saari duniya mein dund lo,

Muj jaisa pyara aur aap jaisa aawara koi nahi.

********************************

Jab bhi kanjus ke liye oskar ka nomination aayega,

Tera bhi naam usme jaroor aayega,

Ye padkar do-char SMS hi kar de,

Varna shayad oskar bhi tu hi jeet jaayega!!

********************************

Ankhe matar, gaal tamatar, naak ho jaise bhindi,

Tu meri saheli hai ya koi sabji mandi.

********************************

Taazi hawa ka jhonka aaya,

Khushboo teri saath laya,

Fir mere dil ko khayal aaya,

Ki aaj bhi mera dost nahi nahaya.

********************************







nehashah20f@gmail.com

Post By: NEHA

Post a Comment

0 Comments