Header Ads Widget

Main Sun us ki Sab Batain (Poem)

Moon Drops
Main Sun us ki Sab Batain…
Faqt Itna hi Kehta hon…..
Khafa hona….
Mana Lena…..
Ya Sadiyoon se Riwayat ha…..
Muhabbat ki Aalamat ha…
Gilaay Shikway karo muj se………..
Tumhain Yara Ijazat ha……
Magr ik bat meri b…
Zara Tum yad rahk lena……
Kabhi aisa b hota ha………
Hawayin Rukh Badalti hain….
Khazain loat ati hain…
Khatain ho hi jati hain….
Khata hona b Mumkin ha…
Khafa hona b mumkin ha….
Hamesha Yad rahkna Tum….
Taluq Rooth Jany se Kabi Toot nahi Karty
Moon Drops
.¸¸.·´¨`»*«´¨`·...INNOCENT.¸¸.·´¨`»*«´¨`·...
Post By Tayaba Rana

Post a Comment

0 Comments